User Roles Aur Permissions Define Karna (Data Entry vs Manager)

1. User Roles Banana (Data Entry vs Manager)

Alt + K → User Roles me jaakar naya role banayein (jaise Billing Operator). Wahan set karein ki wo Balance Sheet nahi dekh sakta aur purani dates ke voucher edit nahi kar sakta!